Yeh Ghazi Yeh Tery Pur Israr Banday - Lyrics+video
Yeh Ghazi Yeh Tery Pur Israr Banday
Lyrics:
Ye Gazi yea taray pur israr banday jinhay tunay bakhsha hay zoq-e-kudai do neem inki thokar say sehra o dariya simat kar pahar in ki haybat say rahi Ya ilahi do aalam say karti hay bagana dil ko ajab cheez hay lazat e aashnai shahadat hay matloob-o-maqsood o momin na malay ganimat na kishwar kushai Ya ilahi kia tu nay sehra nishino ko yakta khabar main nazar main azan-e-sehar main talab jis ki sadio say thi zindagi ko wo soz us nay paya un hi kay jigar main Ya ilahi kushad-e-dar-e-dil samajtay hay us ko halakat nahi mout un ki nazar main dil-e-mard-e-momin main phr zinda kar day wo bijli k thi na kay naara-e-latazar main azaem ko sino main baidaar kar day nigahain muslman ko talwaar kar day Ya ilahi ![]() |
ye ghazi ye tery pur israr bandy |
Yeh Ghazi Yeh Tery Pur Israr Banday - Lyrics+video
Reviewed by Ultra Vidz
on
23:13
Rating:
Post Comment